Add your Website to YanDex Search Engien-Hindi ma

Add your Website to YanDex Search Engien-Hindi ma
Apna Website ko puri duniya ma famous karna h to appko taraha taraha ki Search Engine sa apko apna website ko connect karna hoga. Maina to pahala ya bata hi diya h ki kaisa app apna Website ko Google Webmaster Tool aur Bing WebmasterTool sa connect kar sakta h. Aj mai ak new Search Engine site jiska nam Yandex h jissa Russia na Developed kiya h uska bara ma batana wala hu ki kaisa app apna Website ko isma submit kar ka apna pura content ko isma index kar sakta h.


 
Yandex kya h aur issa apna Website ko q jora:

Yandex webmaster bhi google , bing, yahoo or ask search engine ki tarah hi ek search engine hai, Ise 2011 me Russia na launch kiya tha. Isma app apna Website ko add kar ka apna Article ko isma index kar sakta h jissa appko Russia jaisa big continent sa to tariff milagi hi sath hi sath puri duniya sa v tariff milagi.
To ab to app samaj hi gaya honga ki Yandex kya h aur ya q hamara website ka liya jaruri h. To chaliya ab janta h ki kaisa app apna website ko isma 
Step to add your website on Yandex:
 Agar aapne apne blog ko google search console ya bing me submit kiya hai to don’t worry yandex ki bhi same wohi process hai. 

Step 1: Sabsa pahala app Yandex pr account bana la. Uska bd Yandex Webmaster Tools ma jaya aur Start Work par click kare.

Step 2: Ab ak page khulaga usma Add site par click kare.


Step 3: Uska bd Add Site ma apna site ka url dala aur Add pr click kar da


Step 4: Ab app verification ka page ma aa jayanga usma appko Meta tag option par click kare.

Step 5: Ab yaha diya gaya code copy kare or apne blog par Template>>Edit Template ma ja kar is code ko <head> code ke niche paste kare. Aur template ko save kr da.


Step 6: Blogger ma Code add karna ka bd Yandex ka verification page ma aa ka Check button par click kare.
Jaise hi aap check option par click karoge aapki site yandex webmaster tools me submit ho jayegi. Ab ek bar my site option par click karke check kar le ki aapki site yandex me add ho gayi hai ya nahi. Agar koi problem aaye to niche commnet me puch sakte ho.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.