Apna name ki ringtone banaka friends ko impress kara

Apna name ki ringtone banaka friends ko impress kara
Aj kal mobile her kisi ka pass aa gaya h jiska jariya aap bahut si chiza asani sa kar sakta h. Pahala mobile ka istamal log call karna ka liya kiya karta tha lakin aj kal mobile itna develop ho chuka h ki aap koi v kam chutkiyo ma kar sakta h. Ab mobile hm sab ka life ka ak hissa ban gaya h.


Ager aap ka mobile phone koi ak din ka liya aap sa alag kar da to aap kitna bachan ho jata hoga to isi sa aap andaza laga sakta h ki aapka liya mobile phone kitna jaruri h.
Maina bahut sa logo ka mobile phone ma dakha h ki jab unka mobile per koi phone ata h to ussma unnka nam ka ringtone bajta h Like: Manoj ji aapko phone aya h ussa uthaya. To aj mai aap savi ko isi ak trick ka bara ma batana wala hu ki kaisa aap v apna mobile ma apna name ka ringtone set kaisa kara aur dusro ko impress kara.


Android aap ka jariya apna Ringtone banaya:

Ager aap ka pass android mobile phone h to aap asani sa app ki madat sa apna name ki ringtone create kar sakta h. Uska liya aapko nicha diya gaya link ko apna android mobile ma open karna h.

Apna name ki ringtone download kara:

Ager aapka pass koi android set nhi h to aap FDMR ka jariya v apna name ki ringtone ko apna simple mobile phone ma set kar sakta h uska bara ma maina nicha bataya h.
1. Apna name ki ringtone ko download karna ka liya aapko nicha diya daya website per jana hoga uska bd apna name dal ka search karna hoga.


2. Ab aapka samna aapka name sa related bahut sari ringtone aa jayagi, usma sa kisi aak ko download kar ka apna mobile ki ringtone set kar da ab jab v aap ka mobile ma koi v phone ayaga to yahi ringtone bajagi. 

Note: Ager aapka name ki ringtone yaha na mila to aap FDMR ka Facebook Page per apna name ki ringtone ka liya request kar sakta h. Unki taraf sa kuch hi samay ma apna name ki ringtone ki link provide ki jayagi jisper jaker aap ringtone ko download kar sakta h.

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.