Iss modern age ma social media ka craze
badta hi ja rha h. Aur umid h aap savi ka pass Facebook, Twitter ka account v
jarur hoga. Jisska jariya aap anpa friends sa connected ya apna thought ko
shear karta honga. Lakin kya aapko pta h Social media ka istamal aap apna blog
ya website ko promote karna ka liya v kar sakta h. Aj kal to aapna dacha hi
hoga ki pahut sa political parties v social media ka jariya apna apna agenda ko
promote karta h.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Bahut sa log social
media ka istamal apna website
aur apna product ko promote karna ka liya karta h. To phir aap q picha raha aap
v social media ka jariya apna website ko promote kar ka apna website ki tariff
ko increase kar sakta h.
To aj mai iss post ma bahaunga ki aap social
media ka kin kin resources ka istamal kar ka apna website ki tariff ko increase
kar sakta h.
Increase Website tariff with Social Media:
World ma bahut tarah ka social media
website h lakin Facebook, Twitter, and Google Plus yahi top ki social media
website h. Jisska jariya aap asani sa aur kam samay ma website ki tariff
increase kar sakta h. To chaliya ab mai unn resocrces ka bara ma batata hu
jiska jariya aap social media ka through apni website ki tariff ko increase kar
sakta h.
Facebook:
Ager aap facebook ka jariya apna website ko promote karna chata h to nicha
diya gaya points ko follow kara.
- Facebook Fan Page: Ager aapka koi website h aur aap chata h ki website ka articles ko facebook ka jariya promote kara to aapko uska liya sabsa pahala Facebook Fan Page banana paraga jiska jariya aap sa aapka fan connected ho saka. Uska bd aap uss Fan page per per day apna website ki post ko shear kara taki jo jo aapka Fan h usa wo post ki Facebook notification mil saka aur Facebook ka jariya hi wo uss post ko read kar saka. Aur ager ussa wo post acchi lagi to ussa shear v kar sakta h jissa aapka website ki tariff badagi.
- Use Popular Facebook Group: Facebook per lakho ki sankhaya ma Facebook Groups maujud h. To aapko karna ya h ki aap apna website ki topic sa related Group ko facebook ma search kara aur uska member bn jaya. Uska bd aap uss group ma apna website ki article ki link shear kara. Taki uss Group ma jitna v member h ussa wo article dikha aur ager ussa wo article pasand aya to wo ussa read v kara jissa appka website ki tariff increase hogi.Koi v group ko join karna sa pahala iss bt ka dhayan rakha ki wo aapka website ki topic sa related ho aur uss group ka member kam sa kam hajaro ma ho.
- Use Facebook Advert: Ager aap apna website ki tariff kam samay ma increase karna chata h to aap facebook ki advertising services ka v istamal kar sakta h. Jo aapka website ya aapka kisi article ki advertisement Facebook per show hogi aur jayader ter log uss advertisement ka jariya aapka website sa connected ho saka.Iss advertisement ka istamal bahut ki kam prise ma kar sakta h. Iska liya aapko apna Facebook ka Home Page>>Drop Down Menu>>Advertising ma jana hoga.
Twitter:
Twitter
v ak best social media website h jiska jariya aap apna website ki tariff ko
increase kar sakta h. Ager aap twitter ka jayada istamal karta h to aap nicha
diya gaya points ko follow kara.
- Regular Tweet: App jab v koi article ko apna website pr post karo to aap uski link ko Twitter per v tweet kar da taki aapka friends jo twitter sa connected h wo uss tweet ko read kar saka.
- Create a Hashtag (#): Aap ager apna website sa related koi discussion ko start karna chata h to aap iska liya Hashtag ka istamal kar sakta h aur apna website ka visitor ka sath iss Hashtag ka jariya discussion kar sakta h.
Google
Plus: Google plus v ak best platform h jiska jariya aap apna website ko
promote kar sakta h. Iska liya aapko sabsa pahala Google
Plus ma apna account banana h. Uska bd aapko website ki topic sa
related community ko join kar ka ussma apna article ki link ko post kara. Aap
Chaya to apna Google plus account ka home page pr v link ko shear kar sakta h.
To friends ya hui kuch tips jisska
jariya aap apna website aur website ki articles ko Social media ka jariya
promote kar sakta h aur apna website ko famous aur tariff v increase kar sakta
h.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.