Top 5 Reasones Log Blogging ko Kuch months ma Good By q kahata h

Top 5 Reasones Log Blogging ko Kuch months ma Good By q kahata h

Dosto aj kal website banana koi bari bt nhi h blogging ka jariya asani sa aur free ma apna khud ka website bana sakta h. Duniya ver ma daily bahut sa log blogger ka jariya apna khud ka new website create karta h daily bahut sa log blogging ko chorta v h.

Reasones Of Left Blogging

To ab aap sochta honga ki jab blogger ka jariya free ma website create ho jati h to log blogging ko chor q data h. To dosto aj mai aapko bahaunga ki log blogger ki iss free services ko kuch hi month ma q chor data h taki ager aap v blogger ka jariya website create karna ka bara ma soch rha h to aapko iska bara ma jankari jarur honi chaiya.

Blogging Chorna ka reasons:

Dosto Blogger Google ki hi service h jaisa Gmail. Aur google ki savi services ki tahara Blogger v free service h jiska jariya aap asani sa free ma apna website bana sakta h. Lakin bahut sa log iss free service ka istamal kuch din karna ka bd chor data h. Maina aapko nicha kuch points ka bara ma bataya h jiska karan log blogging ko chor data h.
  • Low Tariff: Ager aap na blogger ka jariya free ma website banaya h, aur aa puss website per daily koi na koi article ko publish karta h jiska liya aapko bahut sara time v dana hota h. Uska bd v aap ka website ki tariff low hi rahati h to aap niras ho jata h uska bd kuch hi dino ma aap blogging karna chor data h.
  • Time management: Ager aap na blogger ka jariya koi aisa website create ki h jisma aapko article likhna ma bahut sari mahanat aur time lagta h to aisa dakha gaya h ki bahut sa log blogging ka karan apna nizi kamo ka liya time nhi da pata h aur kuch dino ka bd blogging ko chor data h.
  • Income nhi hona per: Blogger per aap website banaka paisa v kama sakta h, lakin bahut sa log blogging isiliya karta h q ki wo paisa kama saka issi chakker ma wo apna website per quality content nhi dal pata h. To dosto mai aapko bata du sabsa pahala aap apna website per 30-40 quality content khud sa likh ker publish kara tavi paisa kamana ka bara ma socha.
  • Competition ki wajah sa: Aisa bahut br hota h ki aap jis topic per blogging suru karta h usi topic ka uper bahut sa website pahala sa hi internet per maujud hoti h ya bd ma ussi topic ka uper dusra koi website create kar lata h. Jisska wajah sa competition badh jata h, aur visiters divert ho jata h aur aapka website pertariff low ho jati h. Jisska karan aap kuch dino ka bd blogging chor sakta h.
  • Blogging management: Ager aap blogger ka jariya website create karta h to aapko website manage karna ka liya jayada problem ka samna nhi karna parta h q ki ya Google ka jariya hi manage rahata h. Lakin phir v ager aap apna website ko attractive aur famous banana chata h to aapko kuch parisram karni par sakti h. Jaisa Theme ma kuch changes karna, Gadget add karna, Social media per apna website ko promote karna etc.

Last Word:

To dosto ya hui kuch main points jiska karan log blogging start karna ka kuch hi month ka bd blogging karna chor data h. Mara iss article ka maksad aapko blogging sa dur rakhna nhi balki aapko ya batana h ki kon kon sa main reasons h jiska wajah sa log blogging chor rha h. Taki aap ager blogging start karna ka bara ma soch rha h to pahala sa tayar raha.
 

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.