Kisi v website ka
liya tariff bahut hi important chiz h. Q ki aapka website ya blog per koi tariff hi nhi hoga visitor hi nhi ayanga to aapka website koi
kam ka nhi rah jayaga. Tariff ki wajah sa hi hamari website ki rank ma
improvement, Earning hoti h aur aapka site ki progress hoti h.
Aur blog par visitors bahut si jagaha se aate he such as
Direct, Search engine, Social, Paid ect. But inma se jitne visitors organic
hote he wohi aapke blog ko rank dilata he. Aur aapki income bhi increase karti
he. So is post par main aapko Blog ki organic visitors kaise badhaye is bare me
bataonga. jinki madat se aap apne blog ke organic visitors increase kar
sakenge.
Also read: Apna website ko Google sa kaisa link kara
Organic tariff kya h:
Organic tariff aapka website ki real tariff ko kahata h,
yani jab koi visitor aapka website per kuch sikhana ya koi jankari prapt karna
ka liya search engine, social media ya kisi dusra website ka through ata h ussa
hi organic tariff khata h. Aur issi ka jariya aapka website ki improvement hoti
h aur unma sa koi visitor kisi ads per click kar da to aapki income v hoti h.
Lakin jab aap khud apni website per br br visit karta h ya
kisi dost ko aapka website per visit karna ka liya khata h to issa organic
tariff nhi khata aur na hi issa aapka website ki rank per koi effect parta h
aur na hi aapki income ho pati h.
To chaliya ab mai aapko batata hu ki kaisa aap apna website
ki organic tariff ko bada sakta h. So app mari iss post ko bhayan sa padiya.
1. Use top keyword: Ager
app organic tariff pana chata h to ya aapka article sa ho ker gujarta h yani
ager aap apna website ki article ma top aur unique keywords ka istamal karanga
to jayada chances h aapka wo post Search engine ki first page ma aya aur jayada
sa jayada visitor aapka website pr visit kara.
2. Write and shear: App
jab v koi post likha to wo acchi taraha sa likha aur ussma her ak point ko
clear kara taki aapka visitor ko aapki post ko samajna ma koi problem na ho.
Aur jab aapko post likh kar tayar ho jaya to ussa tahara tahara ki social media
like: Facebook, Twitter, Google plus per shear kara taki aapko social media ka
jariya v organic tariff mila.
3. Link Building: Link
building yani apni websites ki link ko social media ya kisi dusra popular
website per shear karna. Social media per to aap asani sa apni websites ki link
ko shear kar sakta h lakin ager aapko kisi dusra website per aapki link ko
shear karna h to aapko popular website per Guesat post ya uss website per
comment ka jariya aap apna website ki links ko shear kar sakta h.
Lakin jab aap kisi website per Guest post dala to wo post
uss website ki niche sa related ho, yani ager aap ka post blogging ka uper h to
blogging sa related website per hi guest post dala. Jisska jariya aapko quality
backlinks mil saka.
Ager aap hamari website per gueast post dalna chata h to
hama hindisuport@gmail.com
per apni post type ker ka Email kara.
4. Use Optimized and
SEO friendly images: Ager aap apna post ma image dalta h to iss bt ka
dhayan rakha ki wo image optimized or SEO friendly ho yani agar koi visitors
google image par aapki image ko dekhta he Aur wo aapki post ko read karna Chaya
to wo aapki site par visit kar sakte he. But uske liye blog post ke image
jo aap upload karte he to aap usska Alt Tag par Keyword use kare. Jisse
aapko image ki madat se bhi apki blog ke liye visitor’s mila.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
2 comments
This was really helpful thanks for this,
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.