Maina
pahala v YouTube sa related kai sari post kar chuka hu. Aj
mai phir sa ak new YouTube sa related post laka ayah u jissma mai appko
bataunga ki kaisa app apna akk YouTube
account sa multiple channel oprate kar sakta h.
Waisa
to mai pahala v appko pichli post ma bata hi chukka hu ki Blogger ka bd YouTube
hi ak aisa platform h jaha app bina koi investment ka paisa kama sakta h. Lakin
ager app bahut si chizo ki jankari rakhta h aur app apni knowledge ko logo tak
Video ka medium sa pahuchna chata h to YouTube best source h appka knowledge ko
logo tk pahuchana ka liya.
Lakin
isska liya alag alag channel ki jarurat parti h taki app apna taraha taraha ka
knowledge ko alag alag channel per video ka rup ma upload kar saka. Jaisa man
lo appko Blog aur computer ki acchi jankari h to appna ak blog ki channel aur
Computer ki alag channel bana li, aur blogging ka video ko Blog ma aur Computer
sa related video ko Computer ka channel ma upload kar saka.
Lakin
Bahut sa logo ko pata nhi hota ki apna ak YouTube account ma multiple channel
kaisa banaya. Isi liya aj mai iss post ma bataunga ki kaisa app akk YouTube account
sa multiple channel oprate kar sakta h.
Steps to add multiple channels in your one
YouTube account:
Step 1: Ager appka pas koi YouTube account nhi h
to sabsa pahala app YouTube ma jaka gmail ka account
sa login kara.
Step 2: Login ho jana ka bd app Youtube
Channel Switcher ma jaya. Uska bd app Create a New Channel per click
kara.
Note:
Ager
app apna Google Plus page ka liya Channel banana chata h to app nicha kuch
Google plus pages honga unha select kar pa Channel Create kara
Step 3: Ab akk new page khulaga.
- Apna Channel ka Name dala.
- Apna Channel ki Category ko select kara.
- Ab Term & Conditions ko select karka Finished per click kara.
Step 4: Jaisa hi app Done per click karanga app
apna jo Channel Create kiya h usper redirect ho jayanga.
Ab appka
YouTube channel ban gaya h, ya steps ko follow kar ka app jitna chaya utna
Channel create kar sakta h. Aur apna taraha taraha ka knowledge ko logo tak
pahucha sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
1 comments:
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.