Fiverr kya h? Issma account banaka kaisa paisa kamaya - Full guide

Fiverr kya h? Issma account banaka kaisa paisa kamaya - Full guide
Dosto aj mai appko ak aisa website ka bara ma batana wala hu jisska jariya app bina kisi website bina kisi YouTubeChannel ka paisa kama sakta h. Bs appka pas kuch aisa talent honi chaiya jis ka jariya app logo ki help kar saka.




To jiss website ka bara ma aj mai appko batana wala hu uska nam Fiverr h, jisska jariya app kuch online work jaisa logo designing, Websites Promotion, Link sharing etc. kar ka paisa kama sakta h.


Fiverr Ka bara ma kuch extra jankari:

World ma aisa bahut sa log h jinnka pas time to nhi hota lakin wo apna brand ko online karna chatah isiliya Fiverr ak aisa platform h jaha per logo ko kuch paisa invest kar ka apna website ka liya tariff, Suitable Website Logo, Website Name that suits your brand, Apps Etc. asani sa mil jati h.

To ager appka pass v kuch talent h to app Fiverr ma account bana la aur logo ki madat kara aur iska badla ma wo appko kuch paisa appka kam ka liya daga.

Fiverr ma hm kis kis type ka kam kar sakta h: 

Waisa to Fiverr bahut sari service provide ki jati h, lakin mai appko aisa kuch Fiverr ki top service ka bara ma batana ja rha hu jisska jariya app apna service online provide kar ka paisa kama sakta h.
Lakin dhayan rakha Fiverr se paise kamane ke liye apko kisi ek fields me professional hona chahiye matlab apko koi ek kaam acche se ana chahiye. Tabhi aap fiverr se acchi income kar paoge. To maina nicha kuch top fiverr ka service ka bara ma likha h.

1. Song Editing: Ager appka pas song editing ka talent h ya app koi song khud compose kar sakta h, to appka liya fiverr best platform h jisska jariya app apna talent ka badla paisa kama sakta h.

2. Content Writing: Ager appka pass typing ka hunar h aur app acchi taraha sa kisi ka website ka liya content likh sakta h to appka fiverr ma welcome h.

3. Logo Design: Ager app kisi website ka logo ko design karta h to iska badla ma v appko paisa milanga.

4. Video Editing: Ager appka pas video editing ka hunar h to appka liya Fiverr best platform h apna talent ko duniya tak pahuchana ka liya.
 
5. Photo Editing: App chaya to fiverr ka jariya photoshop ya coral draw ka jariya photo edit or create kar ka v paisa kama sakta h

Ya hui kuch topic jisska jariya app Fiverr ki aur apna talent ki madat sa paisa kama sakta h. Ager appka pass inma sa koi v ak talent h to der mat kariya jaiya aur Fiverr ma signup ho ka paisa kamiya.

Fiverr ma account Create kara:

To dosto ab to app samaj hi gaya honga ki fiverr kya h aur isska jariya kaisa paisa kamaya jata h, to chaliya ab janta h ki kaisa app issma account create kara.


Step 1: Sabsa pahala app Fiverr ki site per jaya uska bd nicha ki picture ko follow kara.


Step 2: Uska bd appna jo Email dala tha uss Email ID ka inbox ma jaya appko fiverr ki taraf sa ak mail gaya hoga app uss mail ko open kar ka apna fiverr account activate kara, aur Apna Fiverr ka User Name aur password dala.


Step 3: Ab appka account ma User name aur password set ho gaya h ab appko apna user name ka uper click kar ka My Profile ma jana h.


Step 4: My profile ma jaka kuch details ko fill up kara ya Right Side ma Create a GIG per click kar ka apna ak professional GIG create kara.




Note: GIG ka matlab h app apna kis talent ka jariya Fiverr sa paisa kamana chata h, jaisa man lo Logo design to ya logo design appka GIG hoga.


To dosto aj maina appko bataya ki kaisa app Fiverr aur apna Talent ki madat sa asani sa paisa kama sakta h.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.