Aj kal ka iss dawar
ma internet savi ka liya ak jarurat ki chiz ban gayi, aur log internet ka
jariya hi dash bidash sa connected rahata h aur unha bus ak clicks ka jariya
savi jankari unka mobile ya computer ma mil jati h. Lakin kavi aisa hota h ki
appka mobile ki internet pack khatam ho gayi ho aur appko ak jaruri kam karna
karna ho to ya to app internet data lone lata h ya phir ager appka friends ya
kisi family member ka pas Internet data ho to unha data shear kahana ka liya
kahata h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Lakin bahut sa logo
ka ya pata nhi hota h ki internet data share kaisa ki jati h, isiliya aj mai
iss post ma mai kuch India ka top operators ka internet data transfer, Balance
aur SMS transfer ka bara ma batana wala hu jisski madat sa app apna friends ya
family members ko data share ka sath sath Balance aur SMS v Share kar sakta h.
Lakin dhayan rakha ya tricks tavi kam karagi jab operators same ho yani ager
appka Idea ka SIM h to app jissko internet data vajna chata h uska v Idea ka
SIM hona chaiya.
To chaliya akk akk
kar ka savi operators ka bara ma janta h ki kaisa app unma Internet data,
Balance aur SMS shear kar sakta h.
Idea to
Idea ma Internet data, Balance aur SMS shear kara:
Step 2: Account ban
jana ka bad app EasyShare per click kara aur app kisi dusra Idea ka number ko
Beneficial ka rup ma chuna.
Step 3: Jaisa hi
app kisi Idea ka no ko beneficial ka rup ma chun langa to appka samna ya kuch
share karna ki list aa jayagi jo app nicha dakh sakta h.
Step 4: Ab appko
jo kuch v share ussa select kara aur Transfer
per click kara, 3 sa 4 hours ma appna jo select kiya tha wo transfer ho
jayaga aur iska liya appko kuch charge v dana hoga jo pre decided hoti h jissa
app uper ki list ma dakh sakta h.
Note: App chaya to apna
mobile ma *121*121# dial kar ka v share kar sakta h.
Aircel
To Aircel Internet data, balance transfer:
Ager app ka pass
aircel ka sim h aur app chata h ki app apna Internet data ko dost ka sath shear
kara to app aisa kar sakta h bus appko karna ya h ki apna mobile ma *121*776# dial karka cell karna h uska
bd Balance transfer ka option ko chunna h. Uska bad appko apna friends ka
aircel mobile number ko dalna h au raga ka instruction ko follow karna h bs
appka Balance transfer ho jayaga.
BSNL To BSNL Internet data transfer
kara:
BSNL
india ki telecom company dawara launch ki gayi service h, ya apna customer ka
liya best aur sasti sawa launch karta rahati h. Isi ma sa ak h Internet data
transfer jisska jariya app kisi dusra BSNL coustemer ko Internet data share kar
sakta h.
Iska
liya appko kam sa kam 150MB ka internet pack sa recharge karna hoga aur app iss
internet data ko maximum 4 BSNL service provider ka sath share kar sakta h, lakin
iss service ko activate karna ka liya sabsa pahala BSNL ki website ma jaka apna
mobile number ko register karna hoga.
Vodafone To Vodafone transfer kara:
Vodafone
v india ki ak telecom company h, ya pahala Hutch ka nam sa jani jati thi per ab
ya Vodafone ka nam sa jani jati h. Vodafone v apna customers ko data transfer
ki facility provide karti lakin iss facility ka istamal sirf Vodafone ka
Postpaid customer hi kar sakta h ya prepaid per avi Internet data transfer
available nhi h.
Ager
app Postpaid costumer h aur app Balance, Internet data, SMS dusra kisi Vodafone
Postpaid customer ko send karna chata h to appko 99/Months ka extra recharge
karna hoga tavi app iss facility ka use kar sakanga.
Lakin
ager app Vodafone ka Prepaid Customer h to app Sirf mobile balance kisi dusra
Vodafone prepaid customer ko vaj sakta h uska liya app nicha ka code ko apna
mobile sa dial kara.
*131*30*<Beneficial mobile number>#
Yaha per 30 wo balance h jo app send karna chata
h, app chaya to issa 10 ya 20 v kar sakta h. Aur Beneficial mobile number wo
number h jissma app balance send karna chata h. Isska liya appka operators ka
dawara service charge v liya jayada jo ki pre desided 1, 2 ya 3 RS tak ho sakta
h.
Iska alawa app Vodafone prepaid SIM sa kisi
dusra Vodafone prepaid customer sa balance vajna ka liya request v kar sakta h
nicha ka code ko dial kar ka.
*132*30*<Beneficial mobile number>#
Airtel To Airtel Transfer:
# Uska bad apna
airtel mobile number dala aur Go per
press kara.
# Uska bd appka
airtel number per akk OTP ayaga ussa Verify kara.
# Ab app India ma
kisi v airtel no per data shear kar sakta h.
Note: Sirf 3G/4G data hi
share kar sakta h.
Ager app chata h
sirf kuch USSD code ko dial kar ka data send kara to app wo v kar sakta h
10MB
Data Transfer:
*141*712*11*Beneficiary AirTel Number#
Service Charge: 1RS
25MB
Data Transfer:
*141*712*9*Beneficiary AirTel
Number#
Service Charge: 1RS
60MB
Data Transfer:
*141*712*4*Beneficiary AirTel
Number#
Service Charge: 1RS
Note: Ak din ma app kisi
ak hi airtel number per data share kar sakta h, aur ya trick sirf AirTel
Prepaid ka liya h.
Also Read: Share market kya h ussa paisa kaisa kamaya
Also Read: Pokemon Go kya h issa kaisa khala-Full Guide
Also Read: Pokemon Go kya h issa kaisa khala-Full Guide
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.