Aj kal savi koi kisi na kisi medium sa
internet ka jariya juda hua h, aur ho v q na internet ak aisa simple sadan h
jisska jariya log puri duniya sa connected rahata h. Duniya ma bahut taraha ka
log hota h aur unki pasand v alag alag hoti h, usi taraha internet per bahut si
sites h jinma sa kuch to Safe Sites ma ati h jaisa Google,
Facebook, YouTube mager aisa bahut si sites h jo ki unsafe sites ma ati h aur jab app inn sites per mobile ya Computer ka madyam sa jata h to appka System ma virus chala jata h jisski wajah sa appka system hang karna lagta h aur bd ma kharab v ho jata h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Facebook, YouTube mager aisa bahut si sites h jo ki unsafe sites ma ati h aur jab app inn sites per mobile ya Computer ka madyam sa jata h to appka System ma virus chala jata h jisski wajah sa appka system hang karna lagta h aur bd ma kharab v ho jata h.
Waisa to ager appka System ma Paid
Antivirus h to app tension na la app protected h mager appka system ma koi Free
antivirus h to appka system ma virus asani sa inject kar jata h aur appka
system ko corrupt kar data h.
To aj mai unn websites(tools) ka bara ma
batana wala hu jo kisi v sites ka security ko determine karta h aur ya v batata
h kya ya websites appka liya secure h ya nhi.
Important Tools jinsa app virus free
websites ka pata laga sakta h:
Nicha maina kuch aisa websites ka bara ma
bataya h jisska jariya app kisi v websites ka bara ma pata laga sakta h ki wo
appka system ka liya kitna secure h.
1.
Google Safe Browsing
diagnostics:
Ya
google ka dawara provide ki hui free service h jiss ka istamal parti din cororo
log karta h isska jariya app kisi v websites ki security ka pata laga sakta h.
2. McAfee SiteAdvisor Software – Website Safety Rating:
McAfee ka nam
to app savi na suna hi hoga ya ak antivirus ki company h, aur isska sath hi ya
logo ko online tool ka madyam sa ya v batati h ki koi website kitna secure h
aur ya unn websites ki security rating ka hisab sa dati h.
3. Norton Safe Web,
from Symantec:
Norton duniya
ma reputed antivirus ma count hoti h, aur isska bahut si services h unma sa hi
ya ak h. Jiska jariya log pata laga sakta h ki ya particular website Safer h ya
nhi.
4. Phish Tank:
Ya V ak Website h
jiski madat sa app kisi v website ki security ko measure kar sakta h, iss per
per day lakho log issa Website chacking tools ka istamal uska Safety ki jaj ka
liya karta h. App iss per apna account v bana sakta h taki jab v app aisa kisi
website per visit kara jo unsafe h to ya appko notify kar dati h.
5. vURL Online webpage dissection service:
Ya v ak useful online
tool h jisska jariya app kisi v website ki malwares or spywares ko detect kar
sakta h, jissa appko pata chal jayaga ki ya website trusted h ya nhi.
6. OnlineLinkScan:
Kavi kavi aisa
v hota h ki app jis website per visit kar rha h wo khud hi dusra websites per
redirect ho ja rha h ya aisa iss liya hota h ki uss website ma koi 301/302 HTML
code add h taki app dusra website per reditect ho saka. Iss Online tool ki
madat sa app aisa website per visit karna sa bach sakta h.
7. Site Safety:
Ya v ak batter
option h kisi v website ki Security ki jach ka liya, jisska jariya app kisi v
website ki security ki Colures ka hisab sa dakh sakta h. Green matlab safe Red
matlab Unsafe.
8. Dasient Web
Anti-Malware (WAM):
Dasient ak best
option h appka website ki security ki jach ka liya, ya kisi v websites ka
content ka sa sath sath uss websites ka backlinks ki safety ko v masure karta
h. Mai niche ak link da rha hu jisski help sa isska Free trial Use kar sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.