Dosto ager app ka pass koi chiz ki knowledge h to app ussa online website ya blog ka madayam sa dusra logo ki help kar sakta h. Lakin Jab mai bt karta hu kisi website ya blog ki to mujsa bahut sa log puchta h ki akhair Website aur Blog ma difference kya h. To aj mai unn savi ka question ka ans dunga so app mara iss post ko dhayan sa padaya.
Jab mai bachpan ma koi website dakta tha to sochta tha ki akair ya log kaisa apni website bana lata h aur apna app ko famous ke lata h lakin jab maina iski jankari ikkhata karna suru kiya to mujha pta chala ki Website ya blog banana koi bari bt nhi h bs appko HTML, Javascript, Php, CSS, Java coding language ki thori bahut jankari hona chaiya bs.
Ager app iss field ma new h ma mai appko suggest karunga ki app sabsa pahala Blogging sa start kara uska bd Wordpress ki help sa apna Website ko built kara taki appko aga chal kr koi problem na ho. To chaliya ab appko Website aur blog ka difference ka bara ma batata h.
Blog banane ke liye aapko kisi bhi tarah ki coding ki jankari hone ki jarurat nahi hai. Aap basic information se WordPress, Blogger, Joomla and other blog service provide karne wale kisi bhi blogging platfrom par blog bana sakte ho. Isme aapko pahle se ready templates /themes yani design mil jata hai.
Ek blog par jitna jyada or regularly post content publish kiya jata hai us par utna hi jyada traffic hota hai or utne hi jyada reader us par visit karte hai. Magar ye tabhi ho sakta hai jab aap daily original unique quality content update kare.
Ager app iss field ma new h ma mai appko suggest karunga ki app sabsa pahala Blogging sa start kara uska bd Wordpress ki help sa apna Website ko built kara taki appko aga chal kr koi problem na ho. To chaliya ab appko Website aur blog ka difference ka bara ma batata h.
What is a Blog? एक ब्लॉग क्या हैं?
Blog ko only apne thoughts ki post list banane ke liye start kiya
gaya tha. Starting me blog par sirf ek hi blogger article likh sakta
tha. But bad me ek se adhik author wale blog ka prachaln badh gaya jise ”
Multi-author blog” kaha jata hai. Multi author blog ko Newspapers,
Media markets, Universities, Research institutions, other institutions
and similar interest group ke dwara banaya jata hai.
In simple words, Blog par daily post update ki ja sakti hai or blog
ke homepage par recent post show ki jati hai and isme sidebar feature
hota hai. Sath hi blog articles par commenting system hota hai. Jis par
logo ki advice li jati hai.Blog banane ke liye aapko kisi bhi tarah ki coding ki jankari hone ki jarurat nahi hai. Aap basic information se WordPress, Blogger, Joomla and other blog service provide karne wale kisi bhi blogging platfrom par blog bana sakte ho. Isme aapko pahle se ready templates /themes yani design mil jata hai.
Ek blog par jitna jyada or regularly post content publish kiya jata hai us par utna hi jyada traffic hota hai or utne hi jyada reader us par visit karte hai. Magar ye tabhi ho sakta hai jab aap daily original unique quality content update kare.
Identify any Blog:
- Blog ki har post date, category, author and tags se connect rahti hai. Sath hi blog par archive page ka option hota hai.
- Bahut se blog me right and left koi ek sidebar hota hai. Jisme blog ki recent post, popular post and other widget add ki huyi hoti hai.
- Blog par kisi advertising service ya affiliate se paise kamane ke liye ads lage hote hai. Jaise google adsense.
- Blog par humesha SEO friendly article likhe jate hai. Jisse unhe search engine se jyada traffic mil sake.
- Blog mostly ek admin dwara handle kiye jate hai.
- Blog ka apna ek niche hota hai. Us par ek hi subject par post publish ki jati hai.
- Blog ko subscribe karne ki ek feed service hoti hai. Jaise hum blog ko subscribe karne ke liye feedburner use karte hai.
What is Website? वेबसाइट क्या हैं?
Website appka product ya content ka liya ak Perfect platform h jiska jariya app appna content ko ya ager appka koi business h to website ka madayam sa apna product ko promote v kr sakta h.
Website banane ke liye aapko HTML, Javascript, Php, CSS, Java coding ki
full information honi chahiye. In sabhi se aap ek web page
ka construction kar ke website bana sakte ho. Simple bhasha me, HTML,
CSS, Java and other coding bhasha se taiyar ki jane wali site ko website
kahte hai. Ek website me bahut se blog ho sakte hai. Internet par billion se bhi
jyada site hai. Example, facebook, Twitter social networking site hai.
Ager app ko website banani h to app Hostgartor.in ki help sa asani sa website create kr sakta h. Ager app simple apna Content ka liya website banana chata h to appko iska liya 4000 sa 5000 tk 1 year ka liya kharachna pr sakta h lakin ager app koi bussiness website banana chata h to iska liya 13000 sa 14000 hajar tk kharachna pr sakta h. Ager appko website create karna ma koi problem ho to hama v contact kr sakta h.
Identify any Professional website:
- Koi v professional website ki sabsa bari pachan uska look ma hoti h. Uss website pr koi v Chiz asani sa mil jati h aur koi v jankari puri hoti h.
- Uss website ko accha sa design kiya jata h taki visitor ko koi v jankari dundna ma problem na ho.
- Company terms, privacy policy and use conditions ki information.
- Ager visitor ko koi problem hota ho ya koi sujao dana ho to iss website ma ak contact form hota h jiska jariya visitor uss website ka owner sa direct bt kr sakta h.
- Website ma website owner ka social site ka link aur Facebook page ka link v hota h.
Also Read: Wordpress sa related jankari
Last Word:
Agar aap apni website ya blog develop karne ke bare me soch rahe hai to sabse pahle aap ye pata kar lijiye ki aapko coding languages ki kitni information hai or aap kitna payment kar sakte hai.Agar aap apne kisi business ke liye site banana chahate hai to aapke liye website theek rahegi or agar aap regular post update karna chahate hai or online logo se judna chahate hai to aapke liye blog better service hai. Mai aapko suggest karunga ki agar aap blog ki jagah site banana chahate hai to aap pahle iski coding achi tarah sikh le. Kyuki isme aapko sabkuch generate karna hota hai or isme bahut paise bhi lagte hai.
Blog aap kisi bhi blogging platform par agle do minute me bana sakte ho. Iske bare me mai already article likh chuka hu.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.