Jab hm bt karta h paisa kamana ka wo v
online to bahut sa log kaganga yar ya bahut muskil kam h isma apna time q waste
kara. Lakin yakin maniya ya aj kal ka iss hi-fi age ma koi bari bt nhi h. Aj
kal bahut sa log apni website ka through her month lakho kama
raha h app v kama sakta h.
Bahut sa wo log jo website ka through paisa kamata honga
unhona AdSense ka bara ma suna hi hoga. Jiska jariya adsense ads aur apna website ka through app paisa kamata honga.
Lakin aj mai appko 2 other ads network ka bara ma batana wala hu jo Adsense ka
bd world ma dusra aur tesra no ki ads network site h.
Ager appko AdSense ka bara ma jayada knowledge nhi h to
sabsa pahala adsense ka bara ma appko kuch bata bta data hu.
AdSense Details:
AdSense search engine Google ki hi ak service h jo apna
publisher (A website owner and A YouTube channel owner) ko kisi brand ka ads
provide karti h aur uss publisher ko wo ads apna website ma lagana hota h aur
jab appka website ka koi visitor uss ads per click karta h to issa appka income
hota h.
Yaha dayan dana wali bt ya h ki AdSense world ki to ads
network isi liya h q ki ya apna publisher ko high rate of pay karti h. Ya apna
publisher ko 70% dati h aur khud apna pass 30% commission ka rup ma rakti h,
yani ager appka website ka koi visitor appka website pr laga AdSense ka ads per
click karta h to ussa mann lo 1rs income hui to uss 1rs ka 70% appko daga aur
khud 30% rakhaga.
AdSense ma app apna mann mutabik ads create kr sakta h aur
ads ki size, color ko v apna website ka anusar hi customized kar sakta h.
To ya hui adsense ka bara ma important jankari ager app pahala sa adsense ka istamal karta honga to mujko ummid h appko iska bara ma acchi jankari hogi lakin ager appka adsense account disapprove ho gaya h to app nicha diya gaya 2 other ads network ko v istamal kar sakta h. To ab hm other 2
ads network ka bara ma bt karanga.
Why we choose AdSense alternative:
Ab bt ati h adsense ka hota hua hm dusra ad network ko q
choose kara. To iska answer h adsense ki strict Policy. Jab hm adsense account
ka liya apply karta h to adsense ki team sabsa pahala ya check karti h ki appna
jiss website ka liya adsense account ka liya apply kiya h usma sufficient
content h ya nhi aur appka website ki tariff h v ya nhi aur appna apna website ko Google webmaster ma add kiya h ya nhi ya savi criteria
full fill hona ka bed hi appka adsense account approve hota h aur appka account
adsense activate hota h.
Lakin jab appka adsense account per koi violation (Invalid
click, wrong ad placement etc) hota h to appka adsense ka account hamasa ka
liya band v ho sakta h. Isiliya bahut sa blogger ya website owner parasan ho
jata h ki adsense account band ho jana ka bad ab wo kaisa paisa kamaya.
To dosto app tension na la adsense ka alawa v internet per
bahut sa ads network h jisska jariya app paisa kama sakta h aj mai unma sa best
2 ka bara ma bt karunga.
Media.Net Ad Network:
AdSense ka bd bari ati h Media.net ki ya Yahoo aur Bing ki
hi ak ad network service h jo apna publisher ko contextual ads provide karti h
contextual ads kahana ka matlab h ya appka website content ka hisab sa hi
visitors ko ads dikhati h. Iska publisher ka sath shear percentage v lagvag
adsense ka jaisa hi h. Lakin app Media.Net account ka liya tavi apply kara ja
app niche diya hua criteria ko full fill kr la.
Media.Net Criteria:
- Appka website ka content English language ma hona chaiya aur appka website kam sa kam 3 month old hona chaiya.
- Appka website per tariff minimum 4000 thousand her month hona chaiya.
- Appka website per maximum tariff US, Uk aur Canada sa ana chaiya.
Ya savi criteria full fill hona ka bd hi app media.net ka
liya apply kra werna appka media.net ki application approve nhi hogi.
Media.Net ki ak acchi bt ya h ki ya AdSense ki taraha iska
account kavi v band ya disapprove nhi hota h aur ager appna uper ki criteria ko
full fill kr liya to ya appka account ko 2 3 dino ma hi activate kr data h.
Infolinks Ad network:
Ab bari ati h Infolinks ki ya world ki tesri ad network h jo
ki Adsense aur media.net ki hi taraha publicer ko high rate of pay karti h.
Infolinks phela ad network hai jo text ads ke concept par kaam karta hai iska
matlab post me jo sabd hai unhi ko link me badal deti hai. Isse Hamare Visitor
ko bhi koi dikkat nahi hoti or hamari income bhi achi hoti hai agar koi link
par click karta hai to.
Infolinks ka jariya app apna Subdomain bhi use kar sakte
hai, jese xyz.blogspot.com or xyz.wordpress.com. Isma appko sirf akk hi code
ko apna website ma add karni hoti h aur iska minimum payout $50 h jabki adsense
ka $100 h to iss mamla ma ya adsense sa bahut accha h.
To ya hui infolinks ki basic jankari ab hm iska criteria ka
bara ma v jan la.
Infolinks Criteria:
- Ya appka account ko tavi approve karaga jab appka website ka content english aur Spanish language ma ho.
- Infolinks ka publisher account ka liya appka website ki koi minimum criteria nhi h bs appka website search engine ma add hona chaiya.
Ya hui Infolinks ki jankari ager app chata h ki appka website ka space ads ka wajah sa capture na ho to app infolinks ko jarur try kara ya bahut hi acchi ads network h.
Final Word:
To dosto ya hui world ki top 3 ad network ki jankari appko inma sa jo pasand aya wo use kara. Ager appka website other then english language per base h to app adsense ko try kara ya lagvag savi language ko support karta h. Lakin ager appka website english language per base h to app inma sa kisi ko v try kar sakta h.
Ager app chata h ki appka website per ads ka wajah sa website space kam na ho to app infolinks ko try kara ya appka content ka word ko hi ads ma convert kar dati h.
Also Read: AdSense ka bara ma puri jankari
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.