Google deceased user’s account ko kaisa permently delete kara

Google deceased user’s account ko kaisa permently delete kara
Dosto mara khayal sa app savi ka pass Gmail ka account to hoga hi, aur usma apka dawara dali gaya personal details v hogi. Lakin suppose kijiya ager koi appka ghar ka koi ristadar ya koi jan pahachan ka person jiska pass Gmail account ho aur wo kisi karan sa uski Death ho jaya to uss account ka kya hoga.

Delete Google deceased user account


Har wo person jo online work karta hai ya fir social media jaisi koi bhi service istemal karta hai uska google par gmail account jarur hota hai. Google hume bahut si free service offer karta hai. Hum apna personal data safe rakh sakte hai magar humare marne ke bad us data ka kya hoga. Ye kahna thoda mushkil hai.
Lakin ager kavi koi hacker uss mara hua insan ka account hack kr la to wo uss account sa related savi jankari asani sa pa sakta h. So Google na iss problem sa bachana ka liya ak service suru ki h jisska jariya mara hua insan ka koi relative uss Gmail account ko asani sa band kr sakta h. To chaliya ab mai appko iska bara ma explain kr du ki ya kam kaisa karta h.

Deactivate Death person Gmail Account:

Ager app kisi v Death persone ka account ko band karna h to app sabsa pahala iss link ko open kara



Yaha aapko 3 option milenge.
  1. Close the account of a deceased user: Account band karwane ke liye.
  2. Submit a request for funds from a deceased user’s account: Account se fund yani ager iss account sa related person ki puri jankari.
  3. Obtain data from a deceased user’s account: Account data pane ke liye.
Yaha hum account deactivate karne ki bat kar rahe hai to aap first option “Close the account of a deceased user” select kare.

Option select karne ke bad ek forum open hoga jisme death persone se related information name, email, your relationship ki jankari, Death persone ka ID proofe aur mara hua persone ka death cirtificate upload karke forum submit karna hai.
Is tarah aap mrtak ke acocunt ko band karwa sakte ho google se uske account me add fund ke liye request kar sakte ho or uske account se jaruri jankari pata kar sakte ho.


Ab appna jo application submit kiya h google uss application ko acchi taraha review karaga aur uska bd hi uss deceased user’s account ko band kr diya jaiyaga aur isma mail appko google ka dawara mil jayaga.
To aj maina apko bataya ki kaisa app apna relative jo death ho chuka h unnka account ko delete kr sakta h.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.