Agar aap google adsense publishers hai to aapke liye good news hai kyuki Google Adsense Ki Advertising me kuch changes aaye hai Jo Aapki Adsense Earning Badhane me aapki help karege, ab aap aapne blog or website par native Ads use kar sakte hai Jo Aapke Website Content se milte julte Ads Show hoge, ab aapko visitors aapki website ko ads ki wajah se nahi band karege kyuki ab google adsense native ads me aapko matched content Ads, In-Feed Ads or In-Article Ads ka feature milta Hai jo aapke Blog Se Related Ads Show Karega.
Native ads ka sabse achha or sabse jyada fayda hota hai User Experience yani aapki site par ads se readers ko jo problem hoti thi wo kam ho jati hai. Kyuki native ads me bilkul aapki site ke content se milta julta ad show hota hai. Google Adsense Matched Content Ads native ads bahut pahle hi launch kar chuka hai or shayad aap iska istemal bhi kar rahe ho.
To chaliye jante hai ki Google Adsense Native Ads Kya Hai or Google Adsense Native Ads Ka Istemal Kaise Kare.
Actually, marche content ko google bahut pahle launch kar chuka hai so main isko istemal karne or isse earning karne dono ke bare me already post likh chuka hu. Aapko iski jankari chahiye to aap ye psot padh sakte hai.
2. In-feed Ads: Is tarha ka Ads unit Website ke kee feed ke andar fit hote hain, jaise site par artice list hote hain.For example, aapke blog ka layout or pagination page jisme aap 5-7 or 10 posts ki list show karte ho. In articles ki list me aap in-feed ads laga sakte ho. Isme iamge ads ke sath title and description bh ishow hoti hai.
Google adsense 4 type ke in-feed ads offer karta hai. 1. Image Above, 2. Image on day side, 3. Title Above, 4. Text only. Mostly sites me isi type ka layout use kiya jata hai. Aap apne site ke feed ke hisab se ads style choose kar sakte hai. In-feed ads all publisher ke liye available hai.
3. In-article Ads: Posts or article ke bich me aap purane ad unit use karte hai to mai aapko kuch nya batane wala hu, In-Article Ads wo ads hai jisko aap post ke bich me use kar sakte hai isse aapke post ke keyword se related ads show hogi or bahut sare publishers yeh bolte hai ki hume post Se related Ads show nahi hota to In-article Ads uss problem ka solution hai.
Sabse achhi bat aap in-article ad ko bilkul apne content ke jaise design kar sakte ho. Like, font-size, font, title color and size, description etc.
Is ads ka istemal sirf between article, yani article paragraph ke bich me hi karna hai. Aap is ad unit ko sidebar ya widgets me use nahi kar sakte.
Adsense native ads use karneka sabse bada faida hai Grater User
Experience. Matlab Pahala apko pata nehi chalta tha ki ap ke site par kis
tarha ka ads show hoga, Kis color ka ads show hoga lakin Adsense Native
ads se ap apne anusar ads color adjust karsakte hain jise apka Site me
ads par click Rate v increase hoga or Iske jariye ap Jayada Paisa kama
sakte hain. Niche maine kuch karan batya hain Google Adsense Native
Ads Use karenka
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Native ads ka sabse achha or sabse jyada fayda hota hai User Experience yani aapki site par ads se readers ko jo problem hoti thi wo kam ho jati hai. Kyuki native ads me bilkul aapki site ke content se milta julta ad show hota hai. Google Adsense Matched Content Ads native ads bahut pahle hi launch kar chuka hai or shayad aap iska istemal bhi kar rahe ho.
To chaliye jante hai ki Google Adsense Native Ads Kya Hai or Google Adsense Native Ads Ka Istemal Kaise Kare.
Adsense Native ads Kya hain ?
According to Google, “Adsense Native ad formats designed to match the
look and feel of your site, providing a great user experience for your
visitors”. (Yani Native ads wo ads h jo appka website ka visitor ko unka mann mutabik aur appka website sa related ads ko jikhata h.)
To jab ya visitor ka mann mutabik ads ko dikhata h to iska jayada chances h ki wo unn ads pr click v kar sakta h jissa appka earning v increase hoga. Adsense 3 native ads offer karta hai. Jinme se 1 ko wo kafi time pahle
enable kar chuka hai or baki 2 ko abhi enable kiya gaya hai.
Three Type Adsense Native Ads:
- Matched Content
- In-feed Ads
- In-article Ads
Details of all Native Ads: Google adsense matched content, in-feed ads, and in-article ads 3 native ads offer karta hai. Jo is parkar hai.
1. Match Content: Matched Content Adsense Natives ads me sabse Pehele launch hua tha.
Matched Content ad ke jariye Publisher apne khud ki content ka promote
karsakte hain. Is tarha ka ads savi publisher ko nehi diya jata. Iske
liye apke site Adsense ke Matched content Criteria policy ke sath match hona hoga.
Adsense matched content ads me aapki hi site ke articles show hote hai.
Jab koi aapki site ke page ko open karta hai jo google us page se
related yani match hone wale kuch articles ki list show karta hai taki
user ko uski jarurat ki jankari mil sake or wo aapki site par jyada time
spend kare. Isse site ki bounce rate me fayda hota hai.
Matched content ads me site articles ke sath ads bhi show hote hai jo
bilkul article ke jaise hi hote hai. Agar koi user in ads par click
karta hai to bhi aapki earning hogi. Yani matched content ads se aap
site ki bounce rate kam karne ke sath income bhi kar sakte hai.Actually, marche content ko google bahut pahle launch kar chuka hai so main isko istemal karne or isse earning karne dono ke bare me already post likh chuka hu. Aapko iski jankari chahiye to aap ye psot padh sakte hai.
2. In-feed Ads: Is tarha ka Ads unit Website ke kee feed ke andar fit hote hain, jaise site par artice list hote hain.For example, aapke blog ka layout or pagination page jisme aap 5-7 or 10 posts ki list show karte ho. In articles ki list me aap in-feed ads laga sakte ho. Isme iamge ads ke sath title and description bh ishow hoti hai.
Google adsense 4 type ke in-feed ads offer karta hai. 1. Image Above, 2. Image on day side, 3. Title Above, 4. Text only. Mostly sites me isi type ka layout use kiya jata hai. Aap apne site ke feed ke hisab se ads style choose kar sakte hai. In-feed ads all publisher ke liye available hai.
3. In-article Ads: Posts or article ke bich me aap purane ad unit use karte hai to mai aapko kuch nya batane wala hu, In-Article Ads wo ads hai jisko aap post ke bich me use kar sakte hai isse aapke post ke keyword se related ads show hogi or bahut sare publishers yeh bolte hai ki hume post Se related Ads show nahi hota to In-article Ads uss problem ka solution hai.
Sabse achhi bat aap in-article ad ko bilkul apne content ke jaise design kar sakte ho. Like, font-size, font, title color and size, description etc.
Is ads ka istemal sirf between article, yani article paragraph ke bich me hi karna hai. Aap is ad unit ko sidebar ya widgets me use nahi kar sakte.
Benefits of using Adsense Native Ads:
- Increase User Experience: Is trha ka ads aapakee site par svaabhaavik roop se phit hote hain aur apane Visitors ke lie adhik aakarshak anubhav pradaan karane ke lie High Quality Advertisement element jaise High Resulation Image, Attractive Title use hote hian.
- Increase adsense revenue: Native ads ka Ek aur khasiyat hain ki a Mobile, Tablet and Dekstop ke sath sath savi device pe eska responsiveness accha rahata h jisska wajah sa ya device ka screen ka mutabik apna khud ka size change kar lata h. Aur iski wajah sa appko jayada sa jayada earning hoti h.
- Ease of use: Responsive ads ke Sath sath apko avise Adsene Me Ads Customizing tool vi diya gayega jiske jariye ap bohat asanise apke site ke look jaisa ads create karsakte hein.Native ads me text and displat ads ki tulna me jyada design feature diye gaye hai matlab aap native ads ko apni site ke design ke anusar easily design kar sakte ho.
Add Native Ads on your Site
Ager appka pas Google Adsense ka approved adsense account h to dr na kara jald sa jald apna website pe ya native ads ko add kar ka apna earning increasr kara. Mai appko step by step bata data hu ki kaisa app apna website manative ads ko add kar sakta h.
Step 1: Sabsa pahala app apna Google Adsense ki accoutn ma login kara.
Step 2: Uska bd My Ads>>Ad Unit>>+New ad unit pr jaya.
Step 3: Ab appka samna ak new window open hogi usma app Native In-article ads ko select kara.
Step 4: Ab phir sa ak new window window open hogi iss window ma app apna In-article ad unit ko apna mann mutabik design ke sakta h.
1. Yaha apna ad unit ka name dala
2. Ads ka title ka colour select kara
3. Ad ka description ka colour select kara
4. Ads ka back ground ka colour select kara.
Ya sab ho jana ka bd Create and Get Code pr click kara.
Step 5: Ab ak code generate hoga uss code ko apna website ka article ma jaka add kar da.
Bs ho gaya ab ya ads appka content ka anusar hi visitors ko ads show karayaga jissa jaida chances h ki wo visitor appka ads pr click kara jissa appka income v boost hoga.
So Friends a tha Google adsense native ads par ek chota sa article umeed hai ki isse apko New Adsense Native ads ke bare me kafi kuch janneko mili hain. Is post ko apne Blogger friends ke sath jarus share kare taki unhe vi Adsnse new update ki bareme janne ko mile.
Also Read: Adsene sa related article
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.