Kisi v website ki Tariff, Income report ka pata lagaya in one click

Kisi v website ki Tariff, Income report ka pata lagaya in one click
Website aj kal ka dawr ma ak bahut hi accha weapon h apna business ya phir kaha apna knowledge ko puri duniya ma shear karna ka liya. Aj kal jiska pass thori bahut HTML aur java script ki jankari h wo asani sa apna website bana sakta h aur apna business ya knowledge ko puri duniya ma shear kar sakta h.
Any website income report



Lakin ager app chaiya to app pahala sa design ki hui website ko purchase v kar sakta h. Iska liya appko Fiverr ya Sedo jaiya website ma jana hoga jaha sa app asani sa pre design website ko purchase kr sakta h. Lakin ager app freema blogger per website banana chata h to wo v kar sakta h.
Ager app first option ko choose karta h yani pre design website ko purchase karta h to iska liya appko 30-40$ ya ussa v jayada pay karna per sakta h. Aur iss pre design website ka benefits ya h ki appko iss website ka SEO aur aur adsense sa paisa kamana ka liya jayada mahanat nhi karna paraga.
Lakin ab app sochta honga ki jab mai koi pre design website ko purchase karta hu to kya guaranty h uski SEO aur aur income ka bara ma uss website ka owner na sahi jankari di hui h. Kai bar log jayada paisa ka lalach ma galat jankari v da data h, jissa app dokha kha sakta h. To issa bachna ka liya app ko aj mai ak bahaterin website ka bara ma batana ja rha hua jiska jariya app uss website ki per month tariff, Alexa renking ka sath sath app ya v dakh sakta h uss website ka jariya kitna income ho rha h taki appko koi pre design website Fiverr ya Sedo jaisa website ka purchase karna ma koi problem na ho.

Check any Website ranking and monthly income:

Aj mai jis website ka bara ma batana wala hu uska name h Siteworthtariff. Iss website per app ko kisi v website ki per day, per month, aur per year tak ki SEO, tariff aur uss website ka through kitni Income hoti h uska bara ma bataya jayaga. To chaliya ab mai appko iska bara ma step by step batata hu.

Step 1: Sabsa pahala appko http://www.siteworthtraffic.com/ per visit karna hoge. Aur app jis website ka bara ma search karna chata h ussa dal kr submit ki button pr click karna hoga.



Step 2: Ab appko yaha uss website ki puri jankari show hogi jo ku kuch day ya kuch month old hogi ager app iss website ki real time jankari chata h to appko Update now per click karna hoga.

Uska bd appko iss website ki real time jankari show hogi. Yaha appko iss website ki ki per day, per month, aur per year tak ki SEO, tariff aur uss website ka through kitni Income hoti h uska bara ma bataya jayaga.

App iss website ka jariya apna website aur appka competitor ki website ki v tulna kar sakta h. Ager mari mano to ya ak best website h jiska jariya app kisi v website ki SEO aur income report ak sath dakh sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.