Create Your adsense account in just 2 minute

Create Your adsense account in just 2 minute
Ager app v chata h ki app online paisa kamaya to appko internet pr bahut sa tips mil jayanga jiska jariya app asani sa paisa kama sakta h. Lakin ager app chata h ki kam samay ma jayada paisa kamaya to Google AdSense ak patter option h jiska jariya app apna website aur YouTube video ka jariya asani sa paisa kama sakta h.

Create Google Adsense Account

Adsense se Paise Kamana Muskil to nahi hai par sirf jab, Jab sahi tarike se kaam kiya jaye.. Q ki Adsense ka account aasani se approve(open) nahi hota or uski jo Term and Conditions hai wo bhi bhut stick hai.
Agar aapko Adsense Use karna hai to aapko unki AdSense Program Policies ko acchi taraha padega.Ager app adsense sa related hamari article ko padna chata h to yaha click kara.
Ager app apna adsense account bana chata h to appka pass ya to koi Website/Blog ya khud ka ak YouTube Channel hona chaiya tavi app adsense account ka liya apply kr sakta h.


Adsense Acount banane ke liye aapka pass ya hona chaiye:

Agar aapke pass ye 3 chije abhi hai to aap Adsense account bana sakte hai, Chaliye dekh lete hai Step By Step Adsense Account kaise banaya jaye apna Website ya blog ka liya ager app apna YouTube Channel ka liya adsense account banana chata h to nicha ki article ko pada.



Step 1: Sabse phele to aapko Adsense ki site par jana hoga, fir signup karna hai.


Step 2: Jab Adsense ki site par phuch jayege to aapko apne GMail Account se Sign Up karna hai.

Jab aap Apne Gmail account se login kar lege to ak page open hoga




  • Website ka address dale
  • Apna Country select kara.
  • Google adsense ki Term and services ko select kara
Uska bd Create account pr click kara
Step 3:Ab ak page open hoga ager appna koi sub domain wali blog ko dala h to Continue in Blogger ki buttom pr click kara. Warna ager appna koi bina sub domain wali website jaisa www.hindisupport.com ko dala h to appko ya step follow nhi karna hoga.
Mai appko yaha bina sub-domain ka bara ma bta rha hu.


Step 4: Ab appka samna Adsense ka home page hoga usma ak form v fillup karna hoga. Form ma appko apna Full address aur apna mobile no dalna h phir submit ki buttom pr click karna h.



Step 5: Ab aapko apna Mobile number verify karna hai.


Mobile number daal kar call ya SMS select kare, fir Send Verification code ki button par click kare.
Ab aapke Mobile par jo code aaya hai usko aap dal kar Verify kare.

Step 6: jese hi Mobile Number verify hoga, ek Page open hoga. Usma adsense ki taraf sa ak code diya jayaga ussa apna Website ma add kar.


Note: Ya code appko usi taraha add karna h jaisa yaha bataya gaya h.
jaisa hi app iss code ko apna website ma add kar danga uska bd appko I've pasted the code into my site pr click karna h.

Ab Adsense ki team aapki site ko check karegi or agar usme kuch kani hogi to aap wo bataya jayega ya fir aapka adsense account approve ho jayega. ye jankari aapko Email par milegi.
Me aapse ek baat clearly khena chata hu ki adsense account banane me jaldwaji bilkul naa kare or jab site puri trha se teyar ho jaye tab hi apply kare, Q ki agar aapne ek war apply kiya or approve nahi hui to dusri war me thodi dikkat aati hai.
Adsense Account Agar Approve ho gaya to aapko email me bata diya jayega. Fir uske baad aapko Adsense ke account me login karke ads code banana hai or usko apni site par lagana hai.. Yaad rakhe phele ads blank(khali) aayege jisme kuch nahi dikhega.. jab ads code aap apni site me add kar dege to aapki site ko ek war fir check kiya jayega ki kahi aapne ads ko galat tarike se ya galat jagha to nahi lagaye.

Kitna Time lagta hai ADsense account approve hona ma?

Ager appka site pr acchi khasi tarrif ho aur appka website pr 10 15 acchi article post ho to appka adsense account 1 week ka ander approve ho jayaga.Aur adsense account approve hona pr appko mail v aa jayaga. 
Ummid h appko ya post acchi lagi hogi aur iss post ko padna ka bd appko adsense account banana ma asani hogi.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

2 comments

avatar

Thanks, Good info. But my account is taking old url which is not active and no option to delete it.

Reply
avatar

Then you must try to create a new adsense account and connect your URL with new Adsense account....

Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.