Change Facebook Default theme with Stylish Add-On

Change Facebook Default theme with Stylish Add-On
Facebook ka bara app sab to janta hi honga jiska founder mark jukerburg h. Facebook ka istamal aj kal arbo log karta h. Ager app v Facebook ka istamal karta h to app ko pata hi hoga ki facebook ka theme Blue aur white colour ki hoti h jo ki inki default theme h lakin ager app Chaya to iss default theme ko v change kr sakta h. Iska liya bs appko ak extension ko install karna ki jarurat hoti h.



Change Facebook default theme
Change Facebook default theme

Iss article ka start karna sa pahala mai appko bta du ki ya trick sirf Computer ya laptop ka liya h ager app v computer pr facebook chalana ka saukhain h to app ko ya post puri padni chaiya. To chaliya ab mai apni iss article ki suruwat kart ahu aur step by step batata hu ki kaisa app apna facebook ki default theme ko change kara.



Facebook Theme Change in Mozilla Firefox:

Ager app Facebook ka istamal Mozila Firefox pr karna pasand karta h to app niche bataya gaya steps ko follow kara.

Step 1: Sabsa pahala app Mozilla Firefox ko open kara uska bd Stylish Add-ons ko install kara. 


Step 2: Ya Stylish Add-on install ho jana ka bd app Mozilla firefox ko Restart kara.

Step 3: Ab app jaisa hi Mozilla Firebox ko open karanga to ak page https://userstyles.org ki open hogi usma app apna mann mutabik theme ko choose kara aur Install Style pe click kara.


Step 4: Ab Style install ho jana ka bd app apna Facebook account ma login ho jaiya app dakhanga ki app ka Facebook ka theme change ho chukka hoga.
Note: App iss add-on sa apna Google, YouTube, Twitter etc ki v Theme ko change kar sakta h.

Ager appko Facebook ki Dafault theme hi pasand h to app iss Stylish add-on ko off v kar sakta h iska liya appko apna browser ka top right ma "S" ka sign pr click kar ka "Turn all styles off" pr click kar da.


Ager app Google chrome per facebook ki theme ko change karna chata h to app ko Google Chrome ma ja ker Stylish addon ko install karna hoga. Aur baki ki process same Mozilla Firefox ki hi taraha h.



To Dosto iss taraha app apna Facebook, Google ya outher popular sites ki default theme ko chande kar sakta h aur apna internet ki duniya ko aur v jayada khubsurat bana sakta h.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.