5 top tips Computer ki speed aur performance increase karna ki

5 top tips Computer ki speed aur performance increase karna ki
App ma sa bahut koi computer ka istamal karta hoga aur ager appna av av apna new computer kharida h to appka computer fast kam karta hoga.


Tips for increase computer speed

Lakin jaisa jaisa appka computer purana hota jata h wo thik sa kam nhi karta, hamasa usma kuch na kuch problem ati rahati h aur computer ki performance v down hona lagti h.
Kavi kavi to appka computer itna hang karna lagta h ki app usma kuch kam hi nhi kar pata honga aur app uss problem ko solve karna ka chakker ma apna computer ko format kar data h. Lakin ager appka pass computerki jankari h to app apna computer ko bina format kiya v apna computer ki speed aur performance ko thik kar sakta h. Aj mai appko kuch tips batana wala hu jisa ager kavi kavi apna computer ma execute karta raha to appka computer ki speed aur performance thik rahagi.

1. Disable startup application: App jab v koi applications ko apna computer ma install karta h to unma sa kuch application appka system ON hota hi background ma run karta rahata h. Jissa ki appka system [Computer] ma lode badh jata h aur appka system slow kam karta h. To iska liya appko unnecessary application ko disable karna hoga.
Disable karna ka liya appko Task Manager open (Press Ctrl+Alt+Delete at same time) karna hoga uska bd Startup ma ja ka jis application ko disable karna h uss pr click kar ka disable pr click kar da.


Note: App kavi v antivirus ki application ko disable na kara issa appka system ma virus aa sakta h.



2. Delete TEMP files: App jab v apna system ko on karta h aur jo kam uss per karta h to uski ak temporary file create ho jati h jissa appko time to time delete karna hota h. TEMP files ko delete karna ka liya app ko Run command (Window+R) open kar ka ussma %temp% type karna h. Aur ak window show hogi usma ki savi files ko delete kar da.


Note: Isma ki 3-4 files delete nhi hogi ussa aisa hi chor da Wo delete nhi hogi.

3. Empty Recycle bin: App jab v koi files ya folder ko computer sa delete karta h to wo recycle bin ma jati h iska bara ma to app janta hi honga. Aur appko ya v pta hoga ki Recycle bin ma jitni files hogi ussa appka C drive ka load badaga. Aur appka C derive ka load jitna kam hoga appka system utna hi smooth kam karaga isi liya app Recycle bin ko empty hi rakha.
Note: Ager app koi files ko apna Computer sa permanent remove karna chata h to app Shift+Delete buttom ka istamal kara.

4. Clean junk and Optimized C Derive: Ager app chata h ki appka Computer smooth kam kara to appko C derive sa junk file delete karna hoga aur appko time to time C (OS) derive ko optimized v karna hoga. Uska liya appko C Derive ma ja ka right click karna hoga uska bd appko Properties>> Tools ma jana h. Yaha appko two option dikhagi.


  • Yaha click karka app C derive ki error ki correction kar sakta h.
  • Yaha ja ka app apna C derive ko optimized kar sakta h.


Ab app ko C Derive per right click kar ka Properties>> Tools ma jana h aur Disk Cleanup per click karna h. Iske baad scanning hogi jisme error files,temp files, junk aur corrupt files ki calculation hoti hai. Uska bd appko savi files ko select kar ka Ok>>Delete Files pr click kar dana h.



5. Up to date your system: App apna system ko hamasa updated rakha taki appka system pr latest version ki software ho aur appka system fast kam kara. Aur app apna antivirus ko v updated rakha aur apna system ma ak sa jayada antivirus ka istamal na kara.

To dosto ager app inn 5 tips ka use karanga to appka system kavi v slow kam nhi karaga aur system smooth kam karaga. To ager app v apna system (Computer) ko fast karna chata h to inn tips ko jarur apna system pr execute kara.


Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.