WordPress.com vs WordPress.org 2017 Compression in Hindi

WordPress.com vs WordPress.org 2017 Compression in Hindi
Jab v app koi new blog create karna ka bara ma sochta honga to appka mann ma sabsa pahala sawal ya ata hoga ki blog ya website kis site per banaya jaya jisko manage aur customized karna ma asani ho. Ager app simple free ma koi blog banana chata h to app Blogger, Tumbler ya Wordpress.com sa bana sakta h. Lakin ager app chata h ki app koi website create kara jiska jariya app paisa v kama saka ya koi business website create karna chata h to uska liya appko Wordpress.org ak better option h.



WordPress.com vs WordPress.org 2017 Compression

To dosto aj mai appko Wordpress ki do services Wordpress.com [Free] aur Wordpress.org [Paid] ka bara ma bataunga jiska jariya app ko apna mann mutabak Platform choose karna ma koi problem na ho. To chaliya ab mai appko inn dono platform ka bara ma bari bari sa batata hu.

Wordpress.com [Free]

Dosto ager app chata h ki app apni koi thought ya apni knowledge ko internet ka madayam sa logo tak pahuchaya to appka liya Wordpress.com ak batter option h q ki ya ak free service bilkul Blogger ki taraha.



Wordpress.com advantages:


  • Ya ak life time Free service h jiska jariya app apna blog create kar sakta h.
  • App jab iss website ka jariya koi blog banata h to appko dusri jagha sa hosting lana ki jarurat nhi parti h q ki ya self-hosted service h.
  • Hama apna blogging ka liya issma 3GB jak space milta h jo ki personal blogging ka liya bahut h.
  • Isma hamara blog ka data automatic backup ho jata h jiska vajah sa ham tension free ho ker blogging kar sakta h.
  • Iska liya appko Java, HTML, ya CSS ki jayada knowledge ki koi jarurat nhi hoti h, aur issma banaya hua blog app asani sa customized kar sakta h.

Wordpress.com disadvantages:


  • Ya free service hona ki wajah sa isma .wordpress ka sub domain appka domain name ka sath hi add rahata h.
  • Isma app theme v change nhi kar sakta h, q ki isma inbuilt theme hi add rahati h jo wordpress ki taraf sa diya jata h. Aur isma app third party ki theme use nhi kar sakta h.
  • Isska jariya banaya gaya blog ka istamal app apna business purpose ka liya nhi kar sakta h.

Wordpress.org [Paid]

Dosto ab bari ati h Wordpress.org ki jaisa ki app isska nam padh kar hi samaj gaya hoga ki iska istamal karna ka liya appko kuch paisa paid karna per sakta h yani appko iska liya Hosting service aur domain name kisi hosting service provider sa purchase karna paraga tab hi app iska istamal kr payanga.



Wordpress.org advantages:


  • Ager app koi aisa website create karna chata h jiska jariya app paisa kama saka ya phir apna business website create karna chata h to ya ak batter platform h appka liya.
  • Issma appko apna website ka liya bahut taraha ki free aur paid theme mil jayagi jisko app apna mann ka mutabik edit v kar sakta h.
  • Isma appko bahut si plugin v milagi jiska jariya app apna website ki look, SEO aur tariff ko batter ker sakta h.
  • Iska jariya app Google analytic jaisa services ka v istamal kar sakta h jo appka website ki tariff ko monitor kara.
  • Isma appko apna website ka uper full control mil jati h aur app apna mann mutabik apna website ko design kar sakta h.

Wordpress.org disadvantages:


  • Isko manage karna ka liya appko CSS, Java aur HTML ki thori bahut jankari hona bahut jaruri h.
  • Iska istamal karna ka liya appko Hosting services provider jaisa Godaddy, Hostgartor etc sa Hosting aur Domain name purchase karni paragi. 
Conclusion:
Maina appko Wordpress ki dono services ka bara ma bataya ab appka uper h app kon si service ko choose karta h. Ager mari mano to ager app koi aisa website create karna chata h jiska jariya app paisa kama saka to Wordpress.org akk batter option h lakin ager app simple apna thought ko logo tak pahuchana chata h to wordpress.com batter h.

Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.