Blogger per apna Email ID ka jariya post publish kara

Blogger per apna Email ID ka jariya post publish kara
Blogger.com ak batter option h blog start karna ka liya, q ki isma appko bahut hi acchi acchi option mil jati h appka blog ko manage karna ka liya wo v free of cost. Usi ma sa ak option h Email posting ki. Jiska jariya app kisi v Email id ka jariya apna blog per post kar sakta h.


Publish blog post with email



App jab v koi post likhta h to appko uska liya computer ka istamal karna hota h aur apna blogger ka account ma login hoker post likhna hota h, Jissma bahut hi time waste hota h. Ager app iss time ka istamal apna blog ki SEO ko batter karna ma da to wo accha hoga. To dosto aj mai appko bahaunga ki kaisa app koi v post ko apna ya friend ka email id sa apna blog per post kar sakta h aur apna kimti samay bacha sakta h.

Benefits of Email Posting

Ager app apna blog per Email ka jariya post karta h to issa appko bahut si benefits hoti h jisska bara ma maina nicha pura datails ma bataya h.

1. Save Time: Ager app Email ka jariya apna blog per post karta h to appko iska liya na hi apna computer open karna hoga aur na hi apna blogger account. Bs appko apna android mobile ma apna Email id open karna h aur post type karka ussa send kar dana h. Jissa appka time save hoga.

2. Manage Guest Post: Ager app apna Blog per Guest posting accept karta h to Email Posting ka jariya asani sa guest post ko manage kar sakta h. 

Enable Email posting in your blog

To ab mai appko batata hu ki kaisa app Email ka jariya bara hi asani sa koi v post apna Blog per post kar sakta h. Bs app mara steps ko dhayan sa follow kara.



Step 1: Sabsa pahala appko apna blogger ka account ma login hona h.

Step 2: Uska bd appko Blogger ka Settings>>Email ma jana h.

Step 3: Ab appka samna ak new page open hogi. 


1. Ya appki blogger ki registration email id h. Jisska bd ak extra .(Dot) laga hua h. 
2. Yaha appko apna mann ka mutabik koi Secret code add karna h. 
3. Yaha appko unn Email IDs ki list dani h jisspr app jab v koi post publish kara uska conformation chala jaya. Ya email id appka ya appka friends kisi ka v ho sakta h.
Posting Using Email Example: xyz.[secret code]@blogger.com
Step 4: Posting using Email ma appko 3 option milanga.
  1. Publish Email Immediately: Yani app jaisa hi Email compose kar ka send karanga waisa hi appka Blog per post ho jayagi.
  2. Send Email as draft post: Yani appka send kiya gaya mail draft ma save rahaga aur app isma bad ma sedar kar ka post kar sakta h.
  3. Disable: Yani app iss service ko band yani disable rakhna chata h.

Step 5: Ab appko apna Email ID per koi post compose karna h aur Posting Using Email ma jo email id appna diya tha ussa pura type kara with dot and secret code aur send kar da wo post appka blog per publish ya draft ma save ho jayagi jaisa option appna choose kiya h.

To iss tarika app koi v Email id ka jariya apna blog per post publish kar sakta h aur apna time save kar sakta h.



Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.