App akser internet per bahut si sites per visit karta hoga
unma sa appko kuch website ki content pasand ati hogi aur unn website per app
regular visit karta honga lakin kuch aisa v website hogi jinki content appko
bilkul pasand nhi ati hogi aur app uss website per dobara nhi jata honga.
Aisa isi liya hota h q ki uss website
ka jo content writer h wo acchi tarah sa apna post ko likh nhi pata h, jissa ki
visitors ko ya samaj ma hi nhi ata h ki writer kahana kya chatah. Wahi dusri
taraf jis website ki content acchi h uska writer post ka topic ka her ak points
ko cover karta h jiski wajah sa uss website per log jayada sa jayada visit
karna pasand karta h.
To friends aj hm isi ka uper bt karanga aur janaga ki jab v
app koi post likha to appko kin kin bato ka dhayan dada h taki appka post ka
jariya appka website ki
tariff aur SEO increase ho.
Points for writing SEO friendly post:
Jab v app apna Website per kisi topic ka uper koi post
likhna ka bara ma socha to kuch bato ka dhayan rakha taki appka post ka through
appka website per log jayada sa jayada aya aur appka website ki tariff increase
ho.
1. Research about
topic: Jab v app koi post likhna ka bara ma socha to appko uska bara ma
puri jankari hona bahut jaruri h tavi app uska her akk points ko apna post ma
likh sakta h. Ager appko uss topic ka uper jayada jankari nhi h to app internet
sa v usski jankari ko ikkata kar sakta h.
2. Use SEO friendly
keywords: App app jab post likhna start kar da to app ya bt ka dayan rakha
ki app uss post ka bich ma SEO friendly keywords ko v add karta raha iska liya
app koi keywords research website ka v help la sakta h.
3. Write clear and
clean post: Post likhta samay iss bt ka dayan jarur rakha ki appka post
clean and clear hona chaiya. Taki appka reader ko post read karna ma koi v
problem ka samna na karna para aur usma koi spalling error nhi hona chaiya. App
uss post ka her ak point ko cover kara aur app uss post sa related images ko v
post ma add kar sakta h.
4. Write batter
search description: App chaiya to uss post ki search description app kar
sakta h aur usma post sa related uss post ki short description likh sakta h.
Uss search description ma app kuch post ka main keyword ko add kara taki ya
appka post ka SEO ka liya bahater ho.
5. Write Eye catching
Post title: Ab app jab uss post ki title ko likha to title kuch aisa likha
jo post sa related ho jissa ki reader ko title padta hi samaj ma aa jaya ki ya
post kis topic ka uper h. App title ma uss post sa related SEO friendly title
ko hi add kara.
6. Double check your
post: Appna jab post ko completely likh liya h to app uss post ko publish
karna ma koi jald baji na kara. Sabsa pahala app uss post ko pura read kara aur
ager appko uss post ma koi error ya kisi chiz ki aduri jankari dikha to sabsa
pahala ussa thik kara tab ja ker uss post ko publish kara.
To iss taraha app appna post ko SEO friendly bana sakta h, aur
apna website ya blog ki tariff ko increase kar sakta h. Ager appko ya post
acchi lagi ho to issa shear kara ya issma post ma kuch kami ho to app mujha
comment ka jariya jarur bataya.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.