Computer aj kal ka iss modern age ma hm savi ka liya bahut
hi jaruri h. Hm computer ya laptop sa koi v kam bari asani sa kar sakta h.
Lakin kavi kavi aisa v hota h ki appka system (Computer/Laptop) ma koi problem
aa jati h aur iss problem ko solve karna ka liya appko apna system format karna
hota h. Lakin jab app apna system ko format karta h to issa appka jaruri files,
softwear aur data savi kuch delete ho jata h.
Jo ki appka liya acchi bt nhi
hoti h q ki appna bahut mahanat kar ka wo savi date aur files tayar ki hui hota
h jo ki bs format karna pr ak hi br ma delete ho jati h. Lakin kya appna kavi
socha h ki ya problem appka system ma suddenly sa q hona lagi, ager app v iss
problem sa bachna chata h to mara iss post ko dhayan sa padiya. Issma mai
bataunga ki Restore Point ki help sa
app apna system ko kaisa pahala ki haraha normal kar sakta h.
System ma problem q hoti h:
Sabsa pahala ya jan lana
jaruri h ki hamara system ma problem q hoti h. To dosto mai appko bata du kisi
v system (Computer/Laptop) ma problem tavi ati h jab appka system ma koi virus
ho, koi file acchi taraha install na hua ho, ya koi v file acchi taraha execute
na ho rha ho yahi h main karan jissa appka system properly work nhi karta h For
Example:
- Appka system apna app off ho jana:
- Koi file open na hona ya Error ana:
- System ma Blue Screen ka problem ana:
Iss problem sa bachna ka liya
app apna system ma koi acchi si antivirus ka istamal kara aur jab v koi
softwear apna system ma install kara to ussa acchi taraha sa install hona da
tavi ussa on kara. Aur iska alawa app apna System ki Restore Point create kar ka rakha.
Restore Point kya h:
Restore point appka system ki
hi ak digital image hoti h.Jab v app koi Softwear install/Uninstall ya system
update karta h to appka system iski ak image digital formate ma save kar lati
h. Aur jab kavi appka system ma koi problem ati h to isi restore point ki help
sa apna system ko uss stage ma la ja sakta h jaha appka system properly work kr
rha tha.
Steps to Enable Restore point:
To chaliya ab janta h ki apna
System ma Restore point ko kaisa activate kara. Mai yaha Window 10 ka system ka
example dunga baki savi system ma v isi taraha ka hi steps hoga Restore point
enable karna ka.
Step 1: Sabsa pahala app apna
Window 10 ka search box ma Create a Restore point type kara.
Step 2: Ab appka samna akk window
open hoga usma app Local Disk C ko select kara aur Configure pr click kara.
Ab appka system ma Restore
point ko activate ho gaya h. Ab jab v app koi softwear install/uninstall ya
system update karanga to ya restore point uski ak image create karti rahagi.
Jiska use app bd ma system ma problem ana pr kr sakta h.
Agar apko ya blog sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.