Top 10 Android tips and tricks to increase your user Expreance

Top 10 Android tips and tricks to increase your user Expreance
Dosto aaj android phones ne itni popularity hasil kar li hai ki agar ham android phones ko mini computer kahe to ye galat nahi hoga kyu ki android system itne kam samay me itna jayada develop
ho gaya hai ki ham iska andaja bhi nahi laga sakte. Waisa to maina android sa related bahut si articles pahala bahut sari post ki h lakin iss post ma mai appko android ki kuch special features ka bara ma bataunga. So ager app ka pass v android mobile h to iss post ko dhayan sa padiya.



10 Top android tricks

Top Special Tips for Android Device:  

To chaliya ab mai app ko android ki kuch tricks aur android device ki performance ko kaisa bahater banaya usska bara ma batata hu.

1. Android Device ma Files Hide kara:

Friends hamara Android phone ma bahut sari aisa apps ya file hoti h jisko app chata h ki app ka siwa koi aur use na kara. To mai appko bata du Play store ma appko aisi bahut sari apps mil jayagi jiska jariya app koi v apps ko lock aur files ko hide kar sakta h.

Lakin ager app chata h ki app bina koi apps ka istamal kiya hua files ya folder ko hide kara to wo v kar sakta h, uska liya appko mara nicha diya gaya post ko padna hoga.

2. Android Phone ki Battery life increase kara:

Akser hamara android device ma bahut sari background apps run karti rahati h jiska karan hamara battery jaldi jaldi khatm hota h aur battery backup dira dira kam ho jata h. To bad ma hama Power bank ka istamal karna parta h. Lakin ager app Play store sa Battery Doctor ki apps ko install kar la to ya aap ka savi background task ko kill kar data h aur appka battery life bada data h.

3. Increase storage space in android device:


Dosto pta nhi kavi aapna ya notice kiya h ya nhi ki jab v app apna koi v softwear ko update karta h to aap ka storage space kam ho jata h. Jisska karan appko tension v hota hoga lakin ager app mara steps ko follow kara to iss problem sa v chutkara paa sakta h.

  • Sabse pahle apne android phone me File Manager open kare.
  • Ab Android name ke folder ko search kare or delete kar de.

Dosto aapko sirf Android folder delete karna hai dhyan rahe koi or folder delete na ho. Ager aap ka mobile ma koi unnecessary apps h to ussa v uninstall kr da.

4. Android phone ko Tv remote banaya:


Dosto aapme se bahut kam log jante honge ki aap apne Android phone ko Tv ke remote ki tarah bhi use kar sakte ho lekin iske liye aapko Android Tv Remote control app down load karna hoga is app se aap apne tv ko puri tarah se control kar payenge lekin ye feature sirf kuch mehenge tv me hi supported hai.

5. Increase RAM in Android Phone:


Dosto aajkal Google play store par bahut ache-ache games aa rahe hai lekin unhe apne phone me install karne ke liye hamare phone ka Ram bhi jyada hona chahiye is trick me main aapko ek aisa tarika bata raha hu jisase aapke phone ka Ram badh jayega.

Dosto sabse pahle aap apne phone me Google playstore se RamExpander app install kariye or is app ki help se apne phone ki Ram badhaiye or high Quailty ke Games kheliye.




6. Android Phone sa High Quality Picture click kara

Agar aapko apne phone me DSLR ki tarah photo click karna hai to aapko DSLR Camera Pro app apne phone me install karna hoga iski help se aap easily high Quality photos capture kar sakte ho.
Is app ko use karne ka tarika janane ke liye niche diye link par click kare.

7. Android Phone ko computer kaise banaye ?

Dosto is trick ka use karke aap apne phone ko computer ki tarah bana sakte ho iske liye aapko window launcher App apne phone me install karna hoga uske baad aapke phone ki screen or system bilkul computer desktop ki tarah dikhayi dega.

8. Android phone me Recycle Bin kaise use kare ?

Dosto Recycle bin software aapne jyadatar windows me dekha hoga lekin ab developers ne iska size chota kar diya taki android phones me bhi iska istemaal kiya ja sake.
Dosto kabhi-kabhi ham apne phone se koi important file galti se delete kar dete hai to vo file hamesha ke liye erase ho jati hai or ham use dobara nahi pa sakte lekin agar aapke phone me Recycle Bin to vo file delete hokar Recycle bin me save ho jayegi or aap jarurat padne par use dobara pa sakte ho ye app aapko Google play store par mil jayegi.

 9. Apna Android phone ki screen record kar ka video banaya:

Dosto aap na ager YouTube Channel create ki hui h ya koi game ko aap khal rha h aur aap chata h ki usa video ka rup ma save kar ka rakha to appko play store per aisi bahut sari apps mil jayagi jiska jariya app apna android phone ki screen ko record kar ka video bana sakta h uni ma sa ak apps ki link mai nicha da rha hu aap isa apna android phone ma install kar ka try kar sakta h.

10. Play Store sa Paid Apps Free ma install kara:

Agar aap Google Playstore se kisi paid app ko free me download karna chahte hai to ye trick aapke liye bahut usefull sabit hogi. Paid apps free me download karne ke liye aapko BlackmartApp apne phone me install karna hoga or iski help se aap kisi bhi paid app ko free me download kar sakte ho.

To dosto ya hui android ki kuch tips and trick jiska istamall aap apna android device per kar sakta h ana wala samay ma aur v kuch tricks ko details ma bataunga so please stay tune.

Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara. 

2 comments

avatar
Reply
avatar
Reply

Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.