India ma Digital currency ko aga badana
ka liya Google na hal hi ma ak new App launch ki h jiska nam h Google Tez.
Iss app ka jariya aap jab v kisi ko 50 Rs. Ya ussa jayada paisa vajanga to uska
badla ma aapko ak scratch card diya jayaga jisma appko up to 1000Rs tak ka case
back mil sakta h.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Maina pichli post ma tez
app ka bara ma pura bistar sa bataya h, aap Chaya to mari uss post ko v padh sakta h. Aj hm
janaga ki Tez app ka jariya kisi ko v paisa kaisa vaj ker scratch card paa
sakta h.
Send Money With Tez App:
Google Tez av av market ma launch hua h
aur iska interface v aur payment app like PayTm, PhonePa
sa kafi alag h. Tez app ka jariya aap av sirf kisi ka account ma paisa send ya
receive kar sakta h, iska jariya aap Mobile recharge, Water bill pay jaisa kam
av nhi kar sakta h. Mager umid h ana wala time ma isma ya features v available
hogi. To chaliya ya jan lata h ki Tez app ka jariya kisi ko paisa send kaisa
kiya jata h.
Issa Jarur Pada: Google Tez App ka jariya aap asani 9000Rs kaisa kama sakta h.
1. Sabsa pahala ager
aapna av tak Google Tez app ko install nhi kiya h to sabsa pahala iss app ko
install kar la nicha download per click ker ka.
Uska bd aap mari Tez ki full details with benefits of using
Tez wali post ko padh la taki appko Tez ma signup hona ma koi problem
na ho.
2. Sign up ho jana ka bd
aap jaisa hi aap Tez app ko open karanga to aapko sabse niche ₹ ke icon ke
niche " NEW " Likha hua
dikhega uspar click kare.
3. Ab aapka samna ak naya
page ayaga usma UPI ID, QR, PHONE likha hoga uspar click kare. Ab aapke samne 3
option show honga.
- UPI ID: Yaha aap kisi ka UPI ID ka jariya paisa vaj sakta h. UPI ID example: manojsingh9800@okicici
- Scan QR Code: Iska jariya aap kisi ka QR Code ko scan kar ka paisa send kar sakta h.
- Tez User Phone Number: Isma aapko kisi tez user ka phone number ka jariya paisa send kar sakta h.
4. Man lijiya aapna UPI
ID select kiya to aap kisi Tez user ki UPI ID dal ker jaisa hi verify per click
karanga to aapka samna wo UPI ID kis nam sa register h wo aa jayagi.
5. Aapke samne new page open hoga jisme Pay ke option par click kare.
6. Now, aapko jitna paisa send karna h utna type karna hai fir > par press karde. Usi page me niche " Proceed To Pay " ka option dikhega uspar press kare.
7. Ab aapko location on karna ka liya kahaga, location on karna ka bd new page me pahoch jayenge, aapne jo UPI PIN enter ki thi use enter kare fir aap Waiting to bank likha hua dikhega fir aapko done dikhaga to samaj jaiye ki transaction successful ho chuka hai .
Conguralation!! Aapna jitna paisa vaja h wo kuch der ma uska bank account ma jana ho jayada. To dakha aapna Tez ka jariya aap asani sa kisi ko v paisa send kar sakta h direct uska bank account. So abb der mat kariya India ko Digital banayia Digital Currency ko appnaka. Tez app ko download karna ka liya nicha diya gaya link per click kara.
Agar apko iss post sa related aur v kuch jankari chaiya to please comment kara aur ager ya post acchi lagi ho to issa share jarur kara.
Comment Rule:
1. Aap direct comment ma apna link nhi da sakta h lakin ager aap kisi ki help karna ka liya ussa reply ka jariya koi v link provide kar sakta h.
2. Ager aap koi problem ka solution ka liya comment ker rha h to "Notify Me" per jarur click kara.